AlFurqaan 1: Major Test

Description

Quiz on AlFurqaan 1: Major Test, created by bzaheen2 on 25/05/2015.
bzaheen2
Quiz by bzaheen2, updated more than 1 year ago
bzaheen2
Created by bzaheen2 over 9 years ago
59
0

Resource summary

Question 1

Question
Kia kisi insaan ko arbaab keh saktay hain?
Answer
  • Ji
  • Nahi
  • Khali 'arbaab' nahi keh saktay
  • Koi khaas harj nahi

Question 2

Question
Jis ne mairi gheebat ki wo maira dost nahi, jis ne wo gheebat mujhay pohnchai wo maira....
Answer
  • Khairkhuwah hay
  • Bud khuwah hay
  • Kuch bhi nahi hay

Question 3

Question
Har kaam jo sawab ki niyat se kia jai, jaiz hay?
Answer
  • Yes
  • No

Question 4

Question
Neechay diye gai may se Afzal amal muntakhib karain.
Answer
  • 1.a. Valid books parhna
  • 1.b. Facebook par islami posts parhna aur fwd karna
  • 2.a. Quran seekhna
  • 2.b. Quran ki tilawat karna
  • 3.a. Nafal parhna
  • 3.b. Kisi ki madad karna
  • 4.a. Married aurat: Walidain ki baat manna
  • 4.b. Married aurat: Shauhar ki baat manna

Question 5

Question
Kisi maamlay may yaqeen na ho tu kia karain?
Answer
  • Jis taraf dil ziada maail ho wo ikhtiar kar lain
  • Us amal ko chor kar wazih hukum ikhtiar kar lain
  • Us par yaqeen karnay ki koshish karain

Question 6

Question
Khalis Allah k lye ibadat se muraad...
Answer
  • Nimaz, roza sirf Allah k lye karna
  • Har kaam may Niyat o amal Allah k lye karna

Question 7

Question
Kisi insaan ko apnay tamam razo se waqif samajhna...
Answer
  • Shirk fi tasaruf hay
  • Shirk fil ibadat hay
  • Shirk fil ilm hay

Question 8

Question
Mairi taraf anay wala shar kub khair may badal sakta hay?
Answer
  • Jub wo khair may badal jai tu
  • Jub may shar ko khair samjho tu

Question 9

Question
Ikhtiari shar ki nishandahi karain...
Answer
  • Jado
  • Neend ki kami
  • Hadissay
  • Dil ki besukooni
  • Rishtadaro ki khafgi

Question 10

Question
May ne Sura e ikhlaas, Falaq, anNaas ki tamam audios sun li hain.
Answer
  • yes
  • No
Show full summary Hide full summary

Similar

Pega Assessment
anna.buchanan
Juz'1 Part 4
a_roz5
Juz'1 Part 7
a_roz5
Kursusdag 01
Jens Paulin
Kursusdag 01 - Aase
Jens Paulin
Pega Assessment
Selvan Ponraj
Flash Cards Silvio
sivanjunior
A2 Geography- Energy Security
sophielee0909
GCSE AQA Biology - Unit 2
James Jolliffe
1PR101 2.test - Část 15.
Nikola Truong
Diseño de Software
Verny Fernandez