TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-7}

Description

Tafseer of Surah Baqarah
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 6 years ago
1627
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Bani Isreal kitne saal tak maidan e teeh mein bhatakte rahe ?
Answer
  • 20 saal
  • 40 saal
  • 30 saal

Question 2

Question
Q2. حطة ka kya matlab hai ?
Answer
  • Humare gunnah maaf farmade
  • Hume rizq ata farma
  • Hume aman wale shaher mein dakhil farma

Question 3

Question
Q3. Allah ke hudood ko todhne wale ko kya kehte hai ?
Answer
  • اثم
  • كافر
  • فاسق

Question 4

Question
Q4. Allah kisko mazeed niamate ata farmata hai ?
Answer
  • محسنين
  • مسلمين
  • مومنين

Question 5

Question
Q5. Musa (as) ke pathar per asa marne se kitne chashme jari huwe ?
Answer
  • 10
  • 12
  • 15

Question 6

Question
Q6. Kiska ajar Allah ke pass hai ?
Answer
  • Sabi
  • Yahudi aur Nasara
  • Jo imaan lae aur naik amal kare

Question 7

Question
Q7. Allah ne Bani Isreal se pukhta ahed lene ke liye unke upar kya uthaya ?
Answer
  • Taboote Sakinah
  • Tawrat ki takhtiya
  • Khoe Tur

Question 8

Question
Q8. Sabt wale logon ke waqiah mein kin logon ke liye ibrat hai ?
Answer
  • فاسقين
  • مفسدين
  • متقين

Question 9

Question
Q9. Sabt walon ka kya anjam huwa ?
Answer
  • Unko bandar bana diya gaya
  • Unko darya mein dubo diya gaya
  • Unki machliya khatam kardi gai

Question 10

Question
Q10. Bani Israel ko gae zuba karne ke liye kyu kaha gaya ?
Answer
  • Takey gae ki azmat unke dilon se dur ho
  • Allah ko gae ki qurbani subse zyada pasand hai
  • Takey wo mushkil mein padh jae
Show full summary Hide full summary

Similar

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH KAHAF {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-9}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-17}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-6}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-11}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-26}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-16}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof