Q1. Hadeeth ka mafhum hai ke "_____________ saal nubuwat ki khilafat rahegi phir badshahat ajaegi"
25
50
30
Q2. Rasool (saws) ne Ali (ra) ko kis kunyat se nawaza ?
Haydar
Asad
Abu Turab
Q3. Ali (ra) ke walid Abu Talib ke kitne bete the ?
3
4
6
Q4. Ali (ra) ne Fatima (ra) ki zindagi mein kitni aur shadiyan ki ?
1
2
koi shadi nahi ki
Q5. Ali (ra) us hadeeth ko bahut ahmiyat dete the. "Meri sari ummat Jannat mein jaegi siwae inkar karne walon ke" Inkar karne wale koun hai ?
Jisne Quran aur pichli kitabo ka inkar kiya
Jisne Allah ka inkar kiya
Jisne Rasool (saws) ki nafarmani ki
Q6. Kis ghazwae ke mauqe per Ali (ra) ko Fateh ka laqab mila ?
Ghazwae Khaybar
Ghazwae Banu Mustalaq
Ghazwae Ashira
Q7. Ali (ra) ne mohar nubuwat ke bare mein kya bataya ke wo Rasool (saws) ke kahan maujood thi ?
Dono khandon ke darmiyan
Daein bazu per
Seene per
Q8. Ali (ra) Rasool (saws) ke saath Makkah ke ird gird nikle toh jo bhi darakht aur pahad ate wo :-
Jhuk jate
As salamu alayka Ya Rasool Allah kehte
Khush amdeed Ya Rasool Allah kehte
Q9. Rasool (saws) ka bataya huwa khilafat ka arsa kiski khilafat per mukamal huwa ?
Ali (ra)
Hassan Bin Ali (ra)
Muawiya (ra)
Q10. Ali (ra) ki walda Fatima Bint Asad (ra) ne kya tayyar kiya tha, jiski wajah se unki qadr o manzilat mein izafa huwa ?
Jahiliyat ke ashar ka majmua
Ahadeeth ka majmua
Natiya majmua