Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

1123
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-2}

Question 1 of 10

1

Q1. Abu Bakr Siddique (ra) ke ghulam :-

Select one or more of the following:

  • Abdullah Bin Abi Bakr

  • Amair Bin Fuhaira

  • Abdullah Bin Ureqat

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Hijrat ke safr mein guide Abdullah Bin Ureqat koun the ?

Select one or more of the following:

  • New muslim

  • Kafir

  • Sache musalman

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Masjid Areesh kahan qaim ki gai ?

Select one or more of the following:

  • Maidan-e-Badr

  • Wadi Hunain

  • Uhud Pahad

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Ayesha (ra) ke har khone wale waqiah se ummat ko kya faida hasil huwa ?

Select one or more of the following:

  • Qafile ko araam meysar aya

  • Qasr namazon ka tohfa mila

  • Tayammum ki asaani hasil hui

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Abu Bakr Siddique (ra) ne waqiah Ifk mein ghalat fehmi ka shikar sahabi ke saath kya sulook kiya ?

Select one or more of the following:

  • Sakht ghussa huwe

  • Muaaf kardiya aur maddad jari rakhi

  • Muaaf kardiya magar maddad rok di

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Abdullah Bin Abi Bakr ne hijrat ke mauqe par kya kam anjam diya ?

Select one or more of the following:

  • Bakriya charahte takey nishanaat mit jae

  • Kuffare Makkah ki khabre Rasool (saws) ko puhchate

  • Kuffare Makkah ko Nabi (saws) ki ghalat khabre dete

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Nabi (saws) ke aylalat ke dino mein Abu Bakr (ra) ne kitni namazo ki imamat ki ?

Select one or more of the following:

  • 17

  • 20

  • 13

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Rasool (saws) ne farmaya :- "agar mein kisiko _________________ banata toh Abu Bakr hi ko banata" :-

Select one or more of the following:

  • Khaleel

  • Khaleefa

  • Sarparast

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Amr Bin Al Aas kin sahaba ikhram ke saath imaan lae jispar Nabi (saws) ne farmaya ke "Makkah ne apne jigar ghosh ko Islam ki godh mein dal diya hai" :-

Select one or more of the following:

  • Khaled Bin Waleed (ra) aur Abu Dunjal (ra)

  • Uthman Bin Talha (ra) aur Abu Dunjal (ra)

  • Khaled Bin Waleed (ra) aur Uthman Bin Talha (ra)

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Kounse fitna Abu Bakr (ra) ki khilafat ke daur mein utha ?
*mane - those who refuse/deny

Select one or more of the following:

  • Musailma Kazzab aur mane zakaat

  • Musailma Kazzab aur mane hajj

  • Mane saum aur mane zakaat

Explanation