Q1. Namaz shuru ho chuki ho toh, muqtadi ko chahiye ke :-
Imaam jis halat mein ho shareek ho jae
Qiyam mein shareek ho
Sajda aur ruku pura hone ka intezar kare
Q2. __________________ ke waqt namaz bajamaa't zaruri nahi.
Bhuk
Rafae hajat
Dono jawabat durust hai
Q3. Namaz bajamaa't ka sawab akeli namaz ke muqable mein kitna hai ?
27 guna
Dugna
10 guna
Q4. Jis imaam ko log pasand na kare, uski imaamat kaisi hai ?
Jaiz
Makruh
Koi harj nahi
Q5. Aurton ki namaz ke bare mein kya hukum hai ?
Ghar mein padna afzal hai
Masjid jane se na roka jae
Q6. Jab____________________ hojae toh farz namaz ke alawa koi aur namaz nahi hoti.
Masjid mein dakhil
Iqaamat
Azaan
Q7. Nabi (s.a.w.s) ne nabina shaks ko kya hukum diya ?
Masjid ane ki rukhsat
Ghar par namaz ada karne ka
Namaz bajamaa't
Q8. Jo log Fajr aur Isha ki namaz ke liye masjid na aye, sahaba ikhram unko kya samjhte the ?
Beemar
Ma'zur
Munafiq
Q9. Namaz bajamaa't ada karna ____________________ hai.
Farz
Wajib
Behtar
Q10. Jo shaks ek raka't bajamaa't pae, usko:-
Ek raka't bajamaa't ka sawab milega
Puri namaz bajamaa't ka sawab milega
Namaz-e-bajamaa't ka sawab nahi milta
Q11. Surah Luqman mein hakeem Luqman ne kisko namaz qaym karne ki nasihat ki ?
Apne beti ko
Apne bhai ko
Apne bete ko
Q12. Barish ke dauran masjid mein bajamaa't do namaze jama karna kaisa hai?
Jaiz nahi hai
Makruh hai
Durust hai
Q13. Muqtadi dauran-e-namaz saff sedhi karne ke liye apni jagah nahi badal sakte.
Sahih hai
Galat hai
Q14. Kharab mausam aur intehai barish mein mua'zin azaan de kar aylaan karega ke "apne gharon mein namaz padhlo"
Aisa nahi kiya jasakta
Ye sunnat ke mutabiq hai
Har haal mein namaz masjid mein padhna wajib hai
Q15. Do logon ki jamaa't mein imaam kahan khada hoga ?
Muqtadi ke agey
Muqtadi ke baein (left) taraf
Muqtadi ke daein (right) taraf
Q16. Do admion ki jamaa't mein agar teesra admi shamil hojae toh :-
Wo imaam ke daein (right) janib khada hoga
Wo imaam ke baein (left) janib khada hoga
Dono muqtadi imaam ke piche khade honge
Q17. Jis shaks ne imaamat ki niyyat na ki ho toh uski iqteda ___________________ hai.
Na jaiz
Q18. Jamaa't mein shamil hone ke liye bhagna chahiye.
Sahih
Galat
Q19. Qaumah kise kehte hai ?
2 sajdo ke beech mein baitne ko
Ruku se uth kar khade hone ki halat
Ruku ke pehle ki halat
Q20. Sub se zyada sunnat ki perwi karne wale sahaba :-
Abdullah bin Umar (r.a)
Abdullah bin Salaam (r.a)
Abdullah bin Abdul Aziz (r.a)