Q1. Bani Israel ko ghulami mein kahan masjid banane ka hukum mila ?
Har mohallay mein
Apne gharon mein
Bheed bhaad se dur
Q2. Sub se pehle Taqwa par kis masjid ki bunyad rakhi gai ?
Masjid-e-Nabawi
Masjid-e-Qiblatain
Masjid-e-Quba
Q3. Jo Allah ki raza ke liye masjid banayga Allah uske liye waisa hi ghar banayga :-
Dunya mein
Jannat mein
Jannat aur dunya dono mein
Q4. Mohallay mein masjid banai jae, unhe saaf sutra aur ____________ rakha jae.
Hawa daar
Khushbodaar
Roshan
Q5. Masjid mein tijaarat aur kisi cheez ki ghumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai.
Sahih
Galat
Ghumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai
Q6. Hume khubsurat aur manqash (piece of art) masajid ta'amir karne ka hukum mila hai ?
Malum nahi
Q7. Masjid ki safai aur dekh bhaal _______________ hai.
Farz
Sunnat
Wajib
Q8. Khubsurat aur phool daar chadr (printed) par namaz padh kar Nabi (s.a.w.s) ne kya mehsus kiya ?
Pasand farmaya
Pasand na farmaya
Khushgawaar
Q9. Masjid Allah (s.w.t) ki pasandida jaghe hai, jabke badtareen jaghe kya hai ?
Bazaar
Khushi ki mehfile
Gham ki majlis
Q10. Kacchi piyaaz aur lehsun (onion & garlic) kha kar masjid mein ane se koi harj nahi ?
Q11. Tamaam anbiya ke liye zameen ko masjid aur matti ko paak karne wali banaya hai ?
Anbiya Bani Israel ko ye sahulat di gai
Sirf Nabi (s.a.w.s) ke liye khaas hai
12. Masjid-e-Nabawi mein namaz ka sawab baqi tamaam masajid (except Masjid-e-Haraam) ke muqable mein kitne gunah zyada hai ?
100 gunah
500 gunah
1000 gunah
Q13. Masjid-e-Haraam, Masjid-e-Nabawi aur Masjid-e-Aqsa ke alawa kisi aur masjid ke liye namaz aur ziyarat ke sawab ki niyaat se safr ikhtiyar karna kaisa hai ?
Bais ajr hai
Jaiz nahi hai
Koi harj nahi
Q14. Masjid-e-Quba mein namaz padhne ka sawab kis ke barabar hai ?
1000 namazon
Umrah
50 namazon
Q15. Qabron par masjid banwane se mana kiya gaya hai.
Q16. Har Jumah ke Jumah qabrastaan jakar waldain ke liye dua karne se unki maghfirat hojati hai ?
Ye Mauzu hadith hai
Ye Sahih hadith hai
Ye Hasan hadith hai
Q17. Masjid mein dakhil hone aur nikalte waqt ki masnoon duaein hume sikhai gai hai.
Sirf dakhile ki dua sabit hai
Q18. Masjid mein hudood bhi nafiz kiye jasakte hai.
Baaz halat mein aisa kiya ja sakta hai
Q19. Azaan ki awaaz masjid mein sunkar baghair namaz padhe nahi nikla ja sakta.
Q20. Masjid ta'amir karwa dena hi kafi nahi. Masjid ki dekh bhal aur ______________________ bhi humari zimedari hai.
Unko abaad karna
Unka pehra dena
Dono jawabat durust hai