Q1. Isha aur Fajr ki namaz ke liye masjid mein na ana kis cheez ki alamat hai ?
Takabur
Nifaq
Kufr
Q2. Wodhu karte huwe kis ne bura, zulm aur zyadati ki ?
Aza sahih tarah na dhone wala
Aza teen bar se zyada dhone wala
Dono jawabat durust hai
Q3. Kin ke liye Jannat ke sare 8 darwaze khol diye jate hai ?
Wodhu ke baad shahadat dene wala
Achi tarah wodhu karne wala
Wodhu se pehle masnoon dua padhne wala
Q4. Jo log namaz aur aqamat ke baad bhi gharon se masjid ki taraf na aye toh, Nabi (s.a.w.s) unke liye kya chahte hai ?
Unse kabhi baat na kare
Unpar jurmana lagae
Unpar shaded narazgi ka izhaar kiya
Q5. Wo kya amal hai, jiski wajah se Nabi (s.a.w.s) ne Jannat mein apne agey agey Hazrat Bilal (r.a) ke jutoon ki aahat khawab mein suni ?
Tahiyyat al masjid ada karna
Tahiyyat al wodhu ada karna
Nawafil ki kasrat
Q6. Taik lagae baghair, ungh ane se wodhu toot jata hai ?
Galat
Naya wodhu karna behtar hai
Sahih
Q7. Wodhu mein chothai 1/4 (one fourth) sar ka masah kafi hai ?
Mardon ke liye kafi hai
Q8. Farz namaz mein, kami ko pura karne wali kya cheez hai ?
Nawafil
Sadqa
Husne aklaaq
Q9. Ek wodhu se ek se zyada namaze padhi jasakti hai :-
Q10. Khilaaf-e-sunnat namaz ka natijah kya hai ?
Fasaad
Ikhtelaafat
Qayamat mein na kaami
Q11. Kisi ki taraf rukh karna aur qareeb hona kis lafz ka laghwi ma'ana hai ?
Namaz
Salat
Du'a
Q12. Jab koi namaz padhta hai toh apne rabb se :-
Sargoshi karta hai
Dar raha hota hai
Dekh raha hota hai
Q13. Namaz mein kis tarah kadhe ho ?
Ankhey band karke Allah ka tassaur qaym kare
Farmabardar gulam ki tarah
Dunya wa mafiha se ba khabr hokar
Q14. Namaz kis zubaan ka lafz hai ?
Urdu
Turk
Farsi
Q15. Namaz mein zeenat akhtiyar karna kaisa amal hai ?
Ghair zaruri
Pasandidah
Satr ka kayal rakhna kafi hai
Q16. Ihraam ki halat mein mardon ka namaz ke dauran kandhe dhankna zaruri nahi hai :-
Makruh
Q17. Namaz ke dauran aurat ka kitna hissa khula reh sakta hai ?
Chehra aur haath ke panje
Chehra aur paaon ka panjah
Q18. Khawateen, namaz ke silsile mein sub se zyada laparwahi kis muamle mein barti hai ?
Dihaan lagane mein
Qible ruk hone mein
Satr ke muamle mein
Q19. Kis sahabi ke namaz ke dauran rone aur soze tilawat ki wajah se log unke ghar ke bahar jama hojate the ?
Bilal (r.a)
Ammar bin Yasir (r.a)
Abu Bakr Siddique (r.a)
Q20. Banda Allah se sub se zyada qareeb kab hota hai ?
Namaz mein
Ruku mein
Sajde mein