Q-1: "Aik aurat Hurra se Kaaba tak safar karegi aur use Allah ke siwa kisi ka khauf na hoga" "Tum Kisra ke khazane fatah karoge" Ye jumla Aap(SAW) ne kiske saamne farmaya ?
Musab bin Umair (R.A)
Adi bin Hatim (R.A)
Suhaib Room (R.A)
Q-2: Aap(SAW) ne farmaya "Meri teesri beti hoti to wo bhi tumhare Nikah mein de deta" Ye jumla kiske liye irshad farmaya ?
Uthman bin Mazun (R.A)
Uthman bin Affan (R.A)
Ali (R.A)
Q-3: Umme Kulsum ki wafaat _____ hijri mein hui
8 Hijri
9 Hijri
10 Hijri
Q-4: Ghazwa e Tabook mein musalmano ke lashkar ki tadad
10,000
20,000
30,000
Q-5: Sardare Munafiqeen
Abu Aamir Rahib
Abdullah bin Ubai
Kaab bin Ashraf
Q-6: "Allah tumper Reham farmaye tum akele chale, akele maroge,akele uthaye jaaoge" Ye jumla Aapne kiske liye farmaya tha ?
Abu Huraira (R.A)
Abu Zarr Gaffari (R.A)
Ibne Masood (R.A)
Q-7: "Raazdare Rasool" kiska laqab tha ?
Abu Ubaidah bin Jarrah (R.A)
Hudhaifa bin Yamaan (R.A)
Umar (R.A)
Q-8: 9 hijri mein Hajj ke Ameer kaun thay ?
Abu Bakr (R.A)
Q-9: Aap(SAW) ne khwab mein dekha ki 2 sone ke kangan Aapke godh mein gire iski tabeer Aapne kya batayi ?
Aapne fatmaya ki 2 jhoote paida honge
Musailma Kazzab
Aswad Ansi
Tamam jawabaat durust hain
Q-10: Masjid e Ziraar ka kya maqsad tha ?
Deen e Islam ko nuqsan pohnchana
Islam ke khilaaf propaganda
Wahan baithkar sazishein karna
Q-11: Kaunse Ramadan mein Aapne 20 days ka Aetekaaf kiya ?
10 hijri
11 hijri
13 hijri
Q-12: Aapke marz ka aaghaz kabse hua ?
Maahe Safar
Maahe Rajab
Maahe Muharram
Q-13: Aap (SAW) ki zindagi mein Abu Bakr (R.A) ne kitni namazein padhayi ?
17
18
19
Q-14: Aap(SAW) Azwaje Mutahharaat se poochte rahe ki kal main kahan rahunga ?
Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Salma ke ghar per rahein
Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Habiba (R.A) ke ghar per rahein
Isliye ki Aap chahte thay ki Ayesha (R.A) ke paas rahein
Q-15: wafaat se pehle Aapne aik lashkar tabdeel kiya aur iske sipah salaar(commander)
Zaid bin Haritha (R.A)
Usama bin Zaid (R.A)
Abdullah ibne Umar (R.A)
Q-16: Aap(SAW) ke aakhri alfaaz
La ilaha illallah
Bismillah
Allahumma bir Rafiqil A'ala
Q-17: Aap(SAW) ko dafnaya gaya
2 Yemeni chadaron mein
3 Yemeni chadaron mein
4 Yemeni chadaron mein
Q-18: Namaze Janazah kisne padhayi ?
Abu Bakr siddique (R.A)
Abbas (R.A)
Das das log aate gaye aur Namaz padhte gaye