Q1) Musalmaan Makkah mein kitne saal takleef bardasht karte rahe ?
13 saal
11 saal
15 saal
Q2) Kis Sahabi ne tamaam Ummat ko ek tarz-e-tilawat per jama kiya ?
Usman (RA)
Umar (RA)
Ali (RA)
Q3) Pardewale awqaat mein Mehram ko bhi ghar mein aane se pehle...
ijazat leni chahiye
ijazat nahi leni chahiye
Sirf baligh bachchon ko ijazat leni chahiye
Q4) Allah(SWT) ka har faisla...
Hikmat per mabni hota hai
Muashre ki bhalai ke liye hote hain
Dono jawabaat durust hain
Q5) Ghair-mehram ke saamne aane se pehle jo cheez oudhi jaati hai
Jilbaab
Satar
Hijaab
Q6) Jab ghar mein daakhil ho to kya kiya karo ?
Salaam
Khamoshi ikhtiyaar
shoor
Q7) ___________ ke gharon mein khana aisa hai jaise apne ghar mein khana
Azeezon
Padosiyon
Jaan-pehchaan wale
Q8) Sab saath baithkar khaane se kya paida hoti hai ?
Aapas mein mohobbat
Aapas mein na-ittefaqi
Aapas mein nafrat
Q9) Amr bin Abi Salama kis Ummahatul Mumineen ke bete the ?
Umme Salama(RA)
Safiya(RA)
Hafsah(RA)
Q10) Quran ki Akhlaqi talimaat ki wajah se....
Ehle Arab ki zehniyat mein zabardast inqilaab aaya
Ehle Arab Jaahil ke jaahil hi rahe
Ehle Arab ne in talimaat ko qubool nahi kya
Q11) Kisi khaali ghar ki chabhiyaan(keys) agar aapke paas rakhi ho aur Aap us ghar se khaale to ?
ijazat hai
Bohot bada gunaah hai
Bharpaai karni hogi
Q12) Tahiyya ka maane kya hai ?
Dua
Badua
Mubarakbaad
Q13) Baghair ijazat majlis se uthkar chale jaana ye...
Bohot mamuli baat hogi
Sharam ki baat hogi
Khilaaf-e-majlis baat hogi
Q14) Jab Musalmanon ko kuch eham baat karni ho to ___________ bulaya jaata tha
Azaan dekar
Paigaam dekar
Chupke se
Q15) Lafz Dua ke lafzi maani kya hai ?
Bulaana
Pukaarna