Shabana Rupani
Quiz by , created more than 1 year ago

Understanding the life of the Prophet pbuh

1473
0
0
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani almost 10 years ago
Close

Seerah quiz-1

Question 1 of 10

1

Seerat padhna kyun zaruri hai ?

Select one of the following:

  • Eemaan taaza hota hai.

  • Aap(s.a.w) se mohobbat mein izafa hota hai.

  • Dono jawabaat durust hain.

Explanation

Question 2 of 10

1

Q-2: Seerat ke do pehlu hain, Khulq-Khalq, dono milakar ________ kaha jaata hai.

Select one of the following:

  • Hulya Mubarak

  • Shumael

  • Dono jawabaat durust hain

Explanation

Question 3 of 10

1

Q-3: Sabse pehle Seerat kisne likhi ?

Select one of the following:

  • Safiur-Rahman Mubarakpuri ne

  • Sahaba ne

  • Urwa bin Zubair ne

Explanation

Question 4 of 10

1

Q-4: Seerat padhna har Musalman per farz hai, ye kiska Qaul hai ?

Select one of the following:

  • Urwa bin Zubair

  • Imam ibn al Qayyum

  • Imam ibn e Taimiyah

Explanation

Question 5 of 10

1

Q-5: Ahle Kitaab ne Rasoolon ke ta'aluq se kis tarah Ghulu kiya ?

Select one of the following:

  • A) Unhein Insaan samjha

  • B) Unhein Allah ke barabar qaraar diya

  • C) Unhein Allah ka beta banaya

  • D) Jawaab B aur C durust hai

Explanation

Question 6 of 10

1

Q-6: Aap jis Kitaab ka muta'ala kar rahe hain uska naam

Select one of the following:

  • Seeratun Nabi(s.a.w)

  • Rehmatulil Aalameen

  • Ar Raheeq Al Makhtoom

Explanation

Question 7 of 10

1

Q-7: Injeel mein Aap (s.a.w) ka naam

Select one of the following:

  • Muhammad bataya gaya

  • Ahmed

  • Dono jawabaat durust hain

Explanation

Question 8 of 10

1

Q-8: Hadith e Rasool(s.a.w) hai, "Tum mein se koi momin nahi ho sakta jabtak main Use ........... "

Select one of the following:

  • Poori duniya se badhkar mehboob na ho jaaoon

  • Uske Walidain aur tamam logon se badhkar mehboob na ho jaaooon

Explanation

Question 9 of 10

1

Q-9: Aap(s.a.w) kaunse Qabile se ta'aluq rakhte the ?

Select one of the following:

  • Banu Hashim

  • Quraish

  • Banu Fahar

Explanation

Question 10 of 10

1

Q-10: Aap(s.a.w) ne kabhi __________ ki qasam nahi khayi

Select one of the following:

  • Devi devtaon

  • Laat aur Uzza

  • Hub-bul

  • Teeno jawabaat durust hain

Explanation