Q1. Allah ne Adam (as) ko kahan rehne ke liye banaya tha ?
Jannat
Zameen
Barzaq
Q2. Sahaba ikram (ra) ne apne liye khalifa ki term istemal ki ?
Jee haan
Jee nahi
Q3. Farishton ne hasad mehsus kiya jab Allah ne insaan ki takhleeq ka zikr kiya ?
Q4. ___________________ har wo cheez jo hum se chupi hoti ho aur uska mushahida (observe) na karsakte hoon
Ilm
Amal
Ghayb
Q5. Fazeelat ki bunyad kis cheez per hai ?
Ibaadat
Isteghfar
Q6. Inmein se kya Iblis ki sifat nahi hai ?
Hasad
Takabur
Q7. هدي se kya murad hai ?
Allah ki kitabain
Allah ke rasool
Dono jawabat durust hai
Q8. Israel kis ka laqab tha ?
Ishaq (as)
Ismael (as)
Yaqoob (as)
Q9. Kitab ki perwi karne walon ko kya hasil hoga ?
Unko koi kauf na hoga na wo ghamghin honge
Unko dunyawi faide hasil honge
Unko shohrat aur izzat milegi
Q10. Ayaat ko thodi qeemat per bechne se kya murad hai ?
Quran ki printing ka karobar karna
Logon ko unki marzi ke fatwe dena
Quran padhne ka mua'za lena