Q1. جامع القران بين الدفتين compiler of Quran between two covers :-
Abu Bakr (ra)
Umar (ra)
Uthman (ra)
Q2. Quran ki ayat aur surton ki tarteeb kiske hukum ke mutabiq ki gai hai ?
Allah ta'ala
Rasool (saws)
Q3. Rasool (saws) ke farmane per Zaid Bin Sabit (ra) ne ibrani zuban kitne dino mein sikhi ?
15
25
20
Q4. Quran ko kis rasmul khat (dialect) per likha gaya ?
Makki
Madni
Qureshi
Q5. compiler pf recitation of Quran جامع القرات القران
Q6. Kiraman katibeen ke saath qayamat ke din koun hoga ?
Maher ul Quran
Zahid
Abid
Q7. Koshish ke bawajod atak atak kar Quran padhne wala :-
Gunahgar
Dohra (double) ajr ka mustahiq
Q8. Jis ghar mein Surah Baqarah padhi jati hai wahan koun dakhil nahi hosakta ?
Shaitan
Janwar
Kuffar
Q9. Quran ko kholne wali surat :-
Al Baqarah
Al Fatiha
An Naas
Q10. Zehrawain (2 roshan surte) :-
Al Fatiha - Al Baqarah
Ar Rahman - Al Baqarah
Al Baqarah - Aal e Imran